i do not exist

Thursday, July 07, 2005

senti puts

aaj yaar thoda senti feel kar raha hoon.. apne kuch achche doston ko miss kar raha hoon..
jab woh the, aur blog likhte the, to kamine daant daant kar mujhe padhte the. ab unki wajah se mujhe thoda mann karne laga ki main bhi blog likhoon aur unke blog padh liya karoon.

aur dost itne nalayak hain ki sallon ne likha chhod diya hai:(
pata nahin ab mera kya hoga