Kamaal ki hoti hai dosti
tumsa nahin koi aur is zameen par banaya us khuda ne,
theek usi tarah tarash hai usne tumko,
jis tarah taj mahal banaya shah jahaan ne
kabhi na kabhi to woh din bhi aayega,
jab deedar hoga aapka,
kaliyaan chaman main khilain na khilain,
humara dil to gulsitan ho jaayega
i wrote these two for a friend of mine... jab uske baare main soonch raha tha
these are my life's first verses...